Pages

Saturday, 8 October 2011

Saare sapne kahin kho gaye





















Saare sapne kahin kho gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...




















 Dil se tanhaai ka dard jeeta...
Kya kahe hum pe kya kya na beeta...
Tum na aaye magar jo gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

Saare sapne kahin kho gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

















 





Tumne hum se kahi thi jo baaten...
Unko dohraati hai gam ki raaten...
Tum se milne ke din to gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

Saare sapne kahin kho gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

















 Koi shikvaa na koi geela hai...
Tum se kab hum ko yeh gam mila hai...
Haan...Naseeb apne hi so gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

Saare sapne kahin kho gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

No comments:

Post a Comment