Pages

Monday 12 December 2011

kuchh is tarah


kuchh is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansu tere saare meri palakon pe saja de - 2
Kuchh is tarah teri palkein meri palkon se mila de


Kuchh is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansu tere saare meri palakon pe saja de
Tu har ghadi har waqt mere saath raha hain
Haan ye jism kabhi door kabhi paas raha hain
Jo bhi ghum hain ye tere unhe tu mera pata de
Kuchh is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansu tere saare meri palakon pe saja de


Mujhko ko to tere chehare pe ye ghum nahi jhachta
Jaayiz nahi lagta mujhe ghum se tera rishta
Sun meri guzarish ise chehare se hata de
kuchh is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansu tere saare meri palakon pe saja de - 2

Wednesday 9 November 2011

Kisi Ko Sapna Lage Tu

Kisi Ko Sapna Lage Tu
Kisi Ko Behti Hawa
Kisi Ki baas Baaton mein 
Kare Pal Mein yahan wahan

Kisi ki sau jhooth sun le
Kisi ka Sach bhi Gunah
Kisi ki bas yaadon mein 
Karein Hulchal sara jahan


























Te Amo Me thi Amo
Tu Chau hai tu Dhoop hai
Te Amo Me thi Amo
Tere hazaron roop hai
Koi samjha nahi 
Jo Bhi bas khoob hai
Fallin so crazy in love
Te Amo Me thi Amo


Tu Chau hai tu Dhoop hai
Te Amo Me thi Amo
Tere hazaron roop hai





Kabhi Lage Raaton mein main 
Khawabon se baatein karun
Subha unhi khwabon ko Mein kabu Karun















Kabhi lage taron se bhi
Uchi Undane Bharu
Kabhi LAge Badalon se mein jebe bharu
















Te Amo Me thi Amo
Taare gino tere liye
Te Amo Me thi Amo
Saare Chunu Tere Liye


Khawaab sare bunu 
Tere hi tere liya


Fallin so crazy in love
Te Amo Me thi Amo



Taare gino tere liye
Te Amo Me thi Amo
Saare Chunu Tere Liye
















Hmm hmm m

O o hh ohoho 
Kabhi lage Mili nahi 
Tumse mein khawabon mein bhi
Kabhi Lage kahin to hai rista koi 


Kabhi lage 
Chuoo tumhein
Yun hi Khayalon mein hi


Kabhi Lage Nahi nahi 
Chori Nahin
















Te Amo Me thi Amo
Tu Pass hai per door hai
Te Amo Me thi Amo
Jata nahi yeh noor hia








Thursday 20 October 2011

Baatein kuch ankaahe si


























Baatein kuch ankaahe si
Kuch ann suni se honelagi
Kabu dil pe raha na
Hasti humari khone lagi
woooh Woooh wooo woo wooh
Shaayad yehi hai Pyaar 2


Keh de mujhse Dil mein kya hai
Aisa bhi kya guroor
Tujhko bhi to ho raha hai
Thoda asar zaroor
ho Yeh Khaamoshi jeene na de
Koi to baat ho


woooh Woooh wooo woo wooh
Shaayad yehi hai Pyaar 2


Baatein kuch ankaahe si
Kuch ann suni se honelagi
Kabu dil pe raha na
Hasti humari khone lagi
woooh Woooh wooo woo wooh
Shaayad yehi hai Pyaar 2


Tu hi meri roshni hai
Tu hi chiraag hai
Dheere dheere mit jaayege
Halka saa dhaag hai
Oh Yeh Zehar bhi yun peeya hai
Jaise sharaab ho


woooh Woooh wooo woo wooh
Shaayad yehi hai Pyaar 2


Baatein kuch ankaahe si
Kuch ann suni se honelagi
Kabu dil pe raha na



Bin tere kya hai jeena




























Bin tere kya hai jeena
Bin tere tya hai jeena
Meri dil ki rani tum
Meri kushiyon ka masusam
Mere Kwaabon ke tabeer
Mere sapno ki tasveeer
bin tere kaisi yaaar
woh jeet ho ya haar


tere sang hai sab kuch..
tu naa ho to bekaar...


bin tere kya hai jeena..
Bin tere kya hai jeena..


Suni khali raatein
Roothie feeki baatein
Har ahat per chowkun
tujhko har suu dekhon
tujhko har dum sochon
tujhko har pal chaahon
Tere bin to jeevan mera hai intezaaar.


bin tere kya hai jeena
bin tere kya hai jeena


ummm hummmm hummm ummmm -2


Tere saath jeeeye jo pal
kuch unse nahi badh kar
Tere khatir saaans na loo
Tere khaatir jeeta hoon
Marne ki tammna bhi
Tere saaath main rakhta hoon


Tu hai jeene ke wajhe
kar mera aitbaar.
Bin tere kya hai jeena
Bin tere kya hai jeenaa
Bin tere kya hai jeeenaaa
Bin tere kya hai jeenaa 

Main Koi Aisa Geet Gaoon

Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ke Aarzoo Jagaoon
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ke Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho


Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ke Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ke Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho














Tum Ko Bulaoon
Yeh Palkein Bichaoon
Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasman Banoo
Sitaroon Se Sajaoon
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ke Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho...




















Main Titliyoon Ke Peeche Bhagoon
Main Jugnuoon Ke Peeche Jaoon
Ye Rang Hai, Woh Roshni Hai
Tumhare Paas Dono Laoon
Jitni Khushbooain
Baag Mein Milein
Haan, Jitni Khushbooain
Baag Mein Milein
Main Laoon Wahan Pe
Ke Tum Ho Jahan
Jahan Pe Ek Pal Bhi Thairoon
Main Gulsita Banaoon
Aga Tum Kaho






















Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ke Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho...
Agar Kaho To Main Sunaoon
Tumhe Haseen Kahaniyaan
Sunoogi Kya Meri Zubani
Tum Ek Paari Ki Dastaan
Ya Main Karoon
Tumse Baiyaan
Ya Main Karoon
Tumse Baiyaan
Ke Raja Se Rani
Mili Thi Kahan
Kahaniyoon Ke Nagar Mein
Tumhe Le Ke Jaoon
Agar Tum Kaho
Tum Ko Bulaoon
Yeh Palkein Bichaoon
Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasman Banoo
Sitaroon Se Sajaoon
Agar Tum Kaho






















Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ke Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Haan, Agar Tum Kaho
Girl:
La La La La La
Um Hmm Hmm Hmm Hmm 

Saturday 8 October 2011

Aawara bhanvre jo haule haule gayein

Aawara bhanvre jo haule haule gayein
Phoolon ke tan pe havayein sarsaraayein


Aawara bhanvre jo haule haule gayein
Phoolon ke tan pe havayein sarsaraayein
Hmm.. koyal ki koohu koohu
Papihe hi peehu peehu
Jungle mein chheeng si chhayi jaye
Nadiyon mein lehrein aayein
Balkhayein chhalki jaayein
Bheege honthon se vo gungunayein
Gaata hai sa hai gaata hai behka pani
Gaata hai ye dil sun sa re ga ma pa dha ni sa re
Aawara bhanvre jo haule haule gayein
Phoolon ke tan pe havayein sarsaraayein
Hey hey...




















Raat jo sannaata chhaye to tiktik kare hain ghadi suno
Door kahin guzre rail kisi pul pe goonje ghadaghadi suno
Sangeet hai ye sangeet hai
Sangeet hai ye sangeet hai
Man ka sangeet suno
Baahon mein leke basja maaja gaye nari gaye
Mamta ka sangeet suno


















Hilkore hilkore
Hilkore hilkore
Mangla re mangla re chori chori paiyaan
Hilkore hilkore
Hilkore hilkore
Jhingla re jangla re poori rage bhaiya



















Aawara bhanvre jo haule haule gayein
Phoolon ke tan pe havayein sarsaraayein

Bheege parinde jo khud ko sukhaane ko par phad phadaate hain suno
Gaay bhi beil bhi gale mein padhi ghanti kaise bajaate hain suno
Sangeet hai ye sangeet hai
Sangeet hai ye sangeet hai
Jeewan sangeet suno
Balkha rahi boondon se paayal aaja chhankayein
Dharti ka geet suno


















Hilkore hilkore
Hilkore hilkore
Mangla re mangla re chori chori paiyaan
Hilkore hilkore
Hilkore hilkore
Jhingla re jangla re poori rage bhaiya
























Aawara bhanvre jo haule haule gayein
Phoolon ke tan pe havayein sarsaraayein
Hmm.. koyal ki koohu koohu
Papihe hi peehu peehu
Jungle mein chheeng si chhayi jaye
Nadiyon mein lehrein aayein
Balkhayein chhalki jaayein
Bheege honthon se vo gungunayein
Gaata hai sa hai gaata hai behka pani
Gaata hai ye dil sun sa re ga ma pa dha ni sa re

















Hilkore
Yeah...
Hilkore.

Saare sapne kahin kho gaye





















Saare sapne kahin kho gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...




















 Dil se tanhaai ka dard jeeta...
Kya kahe hum pe kya kya na beeta...
Tum na aaye magar jo gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

Saare sapne kahin kho gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

















 





Tumne hum se kahi thi jo baaten...
Unko dohraati hai gam ki raaten...
Tum se milne ke din to gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

Saare sapne kahin kho gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

















 Koi shikvaa na koi geela hai...
Tum se kab hum ko yeh gam mila hai...
Haan...Naseeb apne hi so gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...

Saare sapne kahin kho gaye...
Haye...Hum kya se kya ho gaye...